Wednesday, 25 October 2017

Cryptojacking? - Mining Cryptocurrency - Bitcoin, Monero Mining in Browser

Namaskaar Dosto, is video mein maine aapse Cryptojacking ke baare mein baat ki hai, Cryptojacking ek latest concept hai jaha pe hackers malicious websites mein javascript run karke aapke CPU ki power se crypto currency mine karte hai aur aapko pata bhi nahi chalta. Mujhe umeed hai ki aisi Bitcoin, Monero, Litecoin wagereh ki mining ke baare mein yeh video aapko pasand aayegi. 


No comments:

Post a Comment